Sunday, 24 February 2013

jara sochna....

ek soch


ye tanhaan ratein guzar lenge hum,
bas ek paimane se gam na hoga kam,
aksar ratein guzar jati hai,
chand ko dubta aur suraj ko nikalta,
dekhte reh jate hai hum,
dil ki khwahishon ko juban par late hai hum, 
par phir apne ansuon ko ponch kar,
khamosh ho jate hai hum,
dil ki kitab par aksar likhte hai hum,
kaash wo humhare aur unke hote hum......

No comments:

Post a Comment